Sunday, May 4, 2008

Na tha kuchh toh khuda tha, kuchh na hota toh khuda hota
duboya mujhko hone ne na hota main toh kya hota?

Hua jab gham se yun behis toh gham kya sar ke katane ka
na hota gar juda tan se toh zaanon par dhara hota

No comments: